🔌USB DEVICE NOT RECOGNIZED PROBLEM KO SAHI KAISE KARE ?

 🔌USB DEVICE NOT RECOGNIZED PROBLEM KO SAHI KAISE KARE ?




Jab hum computer me usb insert karte heto vo humare pc se connect ho jati he, lekin kabhi-kabhi usb device is not recognized ka message show hota he or vo pc se connect nahi ho pati he | is problem ko dur karne ke liye hamari ye post padhe or follow kijiye



🏷Is problem ko dur karne ke liye apko device ka driver install karna hoga



Iske bad aapko control panel me jana hoga or fir device manager ko open kijiye.


Iske bad mouse se device par right click karna he, or fir update drive software par click karna he isse internet ka use kar vo driver update ho jayega,



Iske alawa aapke computer me jis device ko usb se pc me connect karne par not recognized bata raha he uska driver install karke bhi is problem ko solve kar sakte he |     


Tags

Post a Comment

0 Comments